Tu Lajawab Hai
Tera jawaab nahin, tu laa-jawaab hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Tera jawaab nahin, tu laa-jawaab hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Meri nazron ne pehle bhi
Kai dafa kai chehra dikhaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Ho, har dar par apna sar maine jhukaya hai
Tab jaake tu meri qismat mein aaya hai
Apne liye khaali tujhko bachaya hai
Jo kuch bhi tha mera, tujhpe lutaya hai
Kya-kya na kiya hai tere vaaste
Na toh poochha hi tune yeh pehle kabhi
Na hi maine bataya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Tera jawaab nahin, tu laa-jawaab hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Meri nazron ne pehle bhi
Kai dafa kai chehra dikhaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Tera jawaab nahin, tu laa-jawaab hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Meri nazron ne pehle bhi
Kai dafa kai chehra dikhaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Ho, har dar par apna sar maine jhukaya hai
Tab jaake tu meri qismat mein aaya hai
Apne liye khaali tujhko bachaya hai
Jo kuch bhi tha mera, tujhpe lutaya hai
Kya-kya na kiya hai tere vaaste
Na toh poochha hi tune yeh pehle kabhi
Na hi maine bataya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Tera jawaab nahin, tu laa-jawaab hai
Ziyaarat tere chehre ki karna sawaab hai
Meri nazron ne pehle bhi
Kai dafa kai chehra dikhaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Oh, tu pehla hai jis par
Pehli dafa dil mera aaya hai
Credits
Writer(s): Shabab Azmii, Shailendra Shharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.