Ruan (From "Sector 36")

Gehra-gehra sa zakhmon ka saaya
Aa gaya, aa gaya
Kohra-kohra sa ghum ki chadar ka
Chha gaya, chha gaya

Ruan, ruan, ruan, ruan, har ek ruan
Hai khauf se ghira, ghira, ghira yahan
Soone se sheher mein sehma-sehma hua
Ruan, ruan, ruan, ruan, ruan, ruan

Jaise basti mein jungle ka rasta
Khul gaya, khul gaya
Darr ki baarish se khawabon ka har ghar
Dhul gaya, dhul gaya

Ruan, ruan, ruan, ruan, har ek ruan
Hai khauf se ghira, ghira, ghira yahan
Soone se sheher mein sehma-sehma hua
Ruan, ruan, ruan, ruan, ruan, ruan

Ruan, ruan, ruan, ruan, ruan, ruan



Credits
Writer(s): Oaff, Savera Mehta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link