Ani
Kaafi saari mujhpe marti hai
Kaafi saari tujhse jalti hai
Kaafi saari aisi baaton pe
Teri meri na koi galti hai
Meri aankhon mein samaa nahi
Teri tasveerein chalti hai
Tabhi dhoondu main wajah nahi
Teri meri na koi galti hai
Toh phir door kyun
Mashoor kyu
Yeh aarzo, hai fitoor kyu
Main door kyu
Door kyu rahu main.?
Main sochu tujhe aaj mein tu kal nahi
Jo bhoolu tujhe phir main asal nahi
Main chahun tujhe dil se akal nahi
Naa poori zindagi toh chalo pal hi sahi
Meri baaton se mana sabko lagta hai
Ke sahi galat ki mujhe pehchaan sahi
Parr kitne logo ko pata hai ki mera
Teri duniya mein hai koi naam nahi
Haan main kar bhi loon jo aaj baatein teri
Logo ko lagega mera kaam sahi
Chadar ki salvaton pe tera hi jo naam nahi
Mujhe lage jaayaz yeh anjaam nahi
Dekh nazaare
Hum dil haare
Tu nazrein fer ke naa jana
Mujhse yun jaana kabhi bhi
Kaafi saari mujhpe marti hai
Kaafi saari tujhse jalti hai
Kaafi saari aisi baaton pe
Baby teri na koi galti hai
Kaafi saari tujhse jalti hai
Kaafi saari aisi baaton pe
Teri meri na koi galti hai
Meri aankhon mein samaa nahi
Teri tasveerein chalti hai
Tabhi dhoondu main wajah nahi
Teri meri na koi galti hai
Toh phir door kyun
Mashoor kyu
Yeh aarzo, hai fitoor kyu
Main door kyu
Door kyu rahu main.?
Main sochu tujhe aaj mein tu kal nahi
Jo bhoolu tujhe phir main asal nahi
Main chahun tujhe dil se akal nahi
Naa poori zindagi toh chalo pal hi sahi
Meri baaton se mana sabko lagta hai
Ke sahi galat ki mujhe pehchaan sahi
Parr kitne logo ko pata hai ki mera
Teri duniya mein hai koi naam nahi
Haan main kar bhi loon jo aaj baatein teri
Logo ko lagega mera kaam sahi
Chadar ki salvaton pe tera hi jo naam nahi
Mujhe lage jaayaz yeh anjaam nahi
Dekh nazaare
Hum dil haare
Tu nazrein fer ke naa jana
Mujhse yun jaana kabhi bhi
Kaafi saari mujhpe marti hai
Kaafi saari tujhse jalti hai
Kaafi saari aisi baaton pe
Baby teri na koi galti hai
Credits
Writer(s): Ani Thapa
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.