Mein

Haan, aankh band, naak band, khota-khota baat band
Banna hai to baap ban, chhote, thoda sharp ban
Chaar jan jab karenge teri buraai
Tab samajh jaana ki tu, beta, macha raha hai tabaahi

Oh, bhai, daayein ya baayein tum kaay ko jaaye?
Jab jaana aage hai to nazrein kar de microfy
Door se bhai, haan, ghoorte jaaye, haan, door se
Khota ghamand aane mat dena, beta, tu bhool se
Upar se hoon Khatri, lekin andar se hum phool the
Sab ke liye maine jo-jo kiya sab woh bhool gaye

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main (hah, ye dhokebaaz)
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye (hah, sab bhool gaye)

Bhavishya kya hai mera, is baat se anjaan hoon (anjaan hoon)
Saath usi ne chhoda jisne bola, "jaan tu" (jaan tu)
Waade na karna ab se kyunki bhar raha kaan tu (chhi)
Mazaak ki zindagi hai, aao dekho cartoon (aaja, aaja)

Has lo meri haalat pe, har ek baat pe
Phir na kahunga kisi ko aake saath de
Kyunki jo saath the, abhi bhi mere saath hain
Jo saat saal, jiske saath main bitaaya saath mein

Saath mein nahi hai, yaad mein hai mere, woh bhi yaad mein hai mere
Jiske saath rishte mere hone lage gehre (achchha)
Ek saath dekhna main chaah raha do-do chehre (achchha)
Galat hoon main, nahi samjhoge haalaat tum mere

Kya karoon main? Wahi ho raha hai jo likha hai naseeb mein (naseeb mein)
Alag dikhta hoon main is bhari si is bheed mein
Khota na banda mujhse, manzil ke qareeb main
Jo neech hain, main unke liye bahut zyada neech main (khatam)

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye
Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye
Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye

"Kartootein mere itne kyun majboot hain?", aa ke puchhein (aaja, aaja)
Majboot hain kyunki yeh unche-unche sapne dekhein
Unche sapne dekhein, lekin neeche hum na dekhein
Kyunki neeche woh khade hain jo humko khichein peechhe

Aachhoo! Sacchi baat pe hum chheekein (saty hai)
Haan, har haalat pe hum jee ke dikhaate hain (jee lenge)
Bhooka hoon takleefon ko kha ke main

Thook doon wahan pe, jahan pe main wapas na jaata
Mummy aur Papa ko sukh dena chahta
Unpe barsein baadal aur banta main chhata (khatam)

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye
Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye

Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye
Main hoon woh hoon jo hoon main, main hoon woh hoon jo hoon main
Main hoon woh hoon jo hoon main, sab bhool gaye

Credits
Writer(s): Emiway
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link