Tera Ram Ji Karenga Beda Paar
Ram naam sohi jaaniye, jo ramta sakal jahaan
Ghat-ghat mein jo ram raha usko Ram pehchaan
Tera Ram ji karenge bedapaar re
Bedapaar re, bedapaar
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Naiya teri Ram hawaale
Leher-leher, Hari, aap sambhaale
Naiya teri, naiya teri Ram hawaale
Leher-leher, Hari, aap sambhaale
Hari aap hi uthawein tera bhaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Kaabu mein majdhaar ussi ke
Haath mein patwaar ussi ke
Kaabu mein, re
Kaabu mein majdhaar ussi ke
Haath mein patwaar ussi ke
Teri haar bhi nahi hai teri haar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Sehaj kinara mil jayega
Re, mil jayega, mil jayega
Param sahaara mil jayega
Sehaj kinara mil jayega
Param sahaara mil jayega
Dori saunp ke to dekh ik baar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Ghat-ghat mein jo ram raha usko Ram pehchaan
Tera Ram ji karenge bedapaar re
Bedapaar re, bedapaar
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Naiya teri Ram hawaale
Leher-leher, Hari, aap sambhaale
Naiya teri, naiya teri Ram hawaale
Leher-leher, Hari, aap sambhaale
Hari aap hi uthawein tera bhaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Kaabu mein majdhaar ussi ke
Haath mein patwaar ussi ke
Kaabu mein, re
Kaabu mein majdhaar ussi ke
Haath mein patwaar ussi ke
Teri haar bhi nahi hai teri haar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Sehaj kinara mil jayega
Re, mil jayega, mil jayega
Param sahaara mil jayega
Sehaj kinara mil jayega
Param sahaara mil jayega
Dori saunp ke to dekh ik baar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare?
Tera Ram ji karenge bedapaar
Udaasi mann kaahe ko kare re?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre re, kaahe ko darre?
Kaahe ko darre?
Credits
Writer(s): Balbir Nirdosh, Murli Mahohar Swarup
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Shri Radhe Govinda
- Radhe Krishna Vandana
- Govind Jai-Jai Gopal Jai-Jai
- OM NAMAH SHIVAY (From "NAVAGRAHA PARICHAY")
- GAYATRI MANTRA (From "NAVAGRAHA PARICHAY")
- SHREE GANESH MANTRA (From "NAVAGRAHA PARICHAY")
- SHANI MANTRA (From "NAVAGRAHA PARICHAY")
- SHREE SAI MANTRA (From "MANTRA SANGRAH")
- SHREE HANUMAN MANTRA (From "MANTRA SANGRAH")
- SHREE GAYATRI MANTRA (From "MANTRA SANGRAH")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.