Pahado Mai
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Mann Se Hata, Tan Se Hata
Kyun Hai Fasa is Duniya Ki Maya Mein Tu?
Sabka Bhala Jo Tu Karta Chala
Achha Yeh Bata, Kya Paaya Tu?
Uski Chhaya Se, Uski Maya Se
Yeh Bata Kyun Vanchit Tu?
Khud Ko Maanta Hai Khuda Samaan
Phir Kis Baat Ke Liye Chintit Tu?
Chhod Sab Chinta, Baat Meri Maan
Pahadon Mein Aa, Bita Ek Shaam
Milega Sukoon Tujhe, Milega Gyaan
Dono Haath Upar, Aur Kar Pranaam
Bol Shiv Shambhu, Shiv Shambhu Shankar
Bhole Mujhko Dena Darshan
Jeevan Mera Kar Do Safal Prabhu
Tere Hi Naam Se Dhadke Yeh Dhadkan
Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Devo Ki Bhoomi Mein Mera Yeh Ghar
Unche Pahadon Mein Mere Shankar
Door Sabse Rehkar Yahaan Out of Sampark
Tu Aake Dekh Bawey, Kya Zone Ak Number
Aa Do Number, Aa Teen Number
Yahaan Kaam Bhi Hote Hain Das Number
Bande Ek Se Badhkar Ek Yahaan Chalte
Aisi Gehri Jaise Ho Thag Bazi
Aur Tashan Bazi Nahi Chalti Yahaan Pe
Simple Lifestyle in Pahadon Ki Vadiyon Mein
Moh Maya Se Door Insaan
Sab Yahaan Apni Hi Dhoon Mein Sawaar
Baithe Pahadon Ki Chotiyon Mein
Aa Chhote Kashti Mein Le Tu Maza
Thandi Hawa Tujhe Degi Seekha
Pahadon Ki Vadiyon Mein Hai Basa
Kuch Raaz Ki Baatein Ko Dhoond Ke Ja
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Mann Se Hata, Tan Se Hata
Kyun Hai Fasa is Duniya Ki Maya Mein Tu?
Sabka Bhala Jo Tu Karta Chala
Achha Yeh Bata, Kya Paaya Tu?
Uski Chhaya Se, Uski Maya Se
Yeh Bata Kyun Vanchit Tu?
Khud Ko Maanta Hai Khuda Samaan
Phir Kis Baat Ke Liye Chintit Tu?
Chhod Sab Chinta, Baat Meri Maan
Pahadon Mein Aa, Bita Ek Shaam
Milega Sukoon Tujhe, Milega Gyaan
Dono Haath Upar, Aur Kar Pranaam
Bol Shiv Shambhu, Shiv Shambhu Shankar
Bhole Mujhko Dena Darshan
Jeevan Mera Kar Do Safal Prabhu
Tere Hi Naam Se Dhadke Yeh Dhadkan
Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Devo Ki Bhoomi Mein Mera Yeh Ghar
Unche Pahadon Mein Mere Shankar
Door Sabse Rehkar Yahaan Out of Sampark
Tu Aake Dekh Bawey, Kya Zone Ak Number
Aa Do Number, Aa Teen Number
Yahaan Kaam Bhi Hote Hain Das Number
Bande Ek Se Badhkar Ek Yahaan Chalte
Aisi Gehri Jaise Ho Thag Bazi
Aur Tashan Bazi Nahi Chalti Yahaan Pe
Simple Lifestyle in Pahadon Ki Vadiyon Mein
Moh Maya Se Door Insaan
Sab Yahaan Apni Hi Dhoon Mein Sawaar
Baithe Pahadon Ki Chotiyon Mein
Aa Chhote Kashti Mein Le Tu Maza
Thandi Hawa Tujhe Degi Seekha
Pahadon Ki Vadiyon Mein Hai Basa
Kuch Raaz Ki Baatein Ko Dhoond Ke Ja
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Bawey Pahadon Mein Aa, Tujhe Aayega Maza
Shiv Shankar, Mera Vahan Hai Basa
Alag Hai Fitoor in Hawaon Mein
Is Lob Ke Jaal Ko Mann Se Hata
Credits
Writer(s): Ca
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.