Kiya Dhara

Dil pet mein gira kahin
Aankhon mein dhundh chhaa gayi
Kaanon mein ik guitar ki
Meethi si tune aa gayi

Seene pe bijliyaan giri
Apni zubaan kha gaya
Aur ek pal mein hi mujhe
Halka bukhaar aa gaya

Saare purze andar andar hil gaye
Ek din kahin
Jab hum tum mil gaye

Sab mohabbat ka kiya dhara hai
Sab mohabbat ka kiya dhara hai
Sarphira sa jo ye dil mera hai
Sab mohabbat ka kiya dhara hai

Main kahin bhi jaaun
Yeh manaaun ke filmon ke jaise
Anjaane mein tujhse hi takraaun
Teri storiyon ko dekh ke ghante gawaaun
Tu gaana jo bhi lagaaye gungunaaun
Bachpan mein hoti thi jaisi dillagi
Is baar hai waisi hi bekhudi

Sab mohabbat ka kiya dhara hai
Sab mohabbat ka kiya dhara hai
Sarphira sa jo ye dil mera hai
Sab mohabbat ka kiya dhara hai

Mohabbat ka mohobbat ka
Kiya dhara hai
Mohabbat ka mohobbat ka
Kiya dhara hai
Mohabbat ka mohobbat ka
Kiya dhara hai
Mohabbat ka mohobbat ka
Kiya dhara hai



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link