Jaana Samjho Na
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Dum, dum, dum, dum, dum, har-dum bharte hain naam ki tere
Jeete hain tere liye aur marte hain naam pe tere
Dum, dum, dum, dum, dum, har-dum bharte hain naam ki tere
Jeete hain tere liye aur marte hain naam pe...
Jaana, samjho na, dil kehta hai
Teri galiyon mein hi rehta hai
Jaana, samjho na, dil kehta hai
Teri baahon mein jeena hai, marna hai ishq mein tere
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo, kahin na jaane do
Ishq ki baaziyaan yeh saari hain kheli maine
Dil deke bhi yeh raatein kaati akeli maine
Ek bhaaye mujhko uljha-uljha sa jaana tu
Warna suljhaayi ek se ek paheli maine
Jaana, samjho na, hum darte hain
Dekhein door se tujhko, jee bharte hain
Jaana, samjho na, hum darte hain
Pyaar karte hain tumse, jeete-marte hain ishq mein tere
Oh, mere, oh, mere, oh, mere-mere
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo, kahin na jaane do
Tujhse mili toh dil ko aaram hai
Ab na fikar, kya iska anjaam hai
Ab de zamana chahe koi saza
Hans karke seh loon jo bhi ilzaam hai
Jaana, samjho na, hum tere hain
Tujhse shaamein hain, tujhse savere hain
Jaana, samjho na, hum tere hain
Tere khwabon mein jeena hai, marna hai ishq mein tere
Oh, mere saajna ve, dola mere, oh
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo (kahin na jaane do)
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Dum, dum, dum, dum, dum, har-dum bharte hain naam ki tere
Jeete hain tere liye aur marte hain naam pe tere
Dum, dum, dum, dum, dum, har-dum bharte hain naam ki tere
Jeete hain tere liye aur marte hain naam pe...
Jaana, samjho na, dil kehta hai
Teri galiyon mein hi rehta hai
Jaana, samjho na, dil kehta hai
Teri baahon mein jeena hai, marna hai ishq mein tere
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo, kahin na jaane do
Ishq ki baaziyaan yeh saari hain kheli maine
Dil deke bhi yeh raatein kaati akeli maine
Ek bhaaye mujhko uljha-uljha sa jaana tu
Warna suljhaayi ek se ek paheli maine
Jaana, samjho na, hum darte hain
Dekhein door se tujhko, jee bharte hain
Jaana, samjho na, hum darte hain
Pyaar karte hain tumse, jeete-marte hain ishq mein tere
Oh, mere, oh, mere, oh, mere-mere
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo, kahin na jaane do
Tujhse mili toh dil ko aaram hai
Ab na fikar, kya iska anjaam hai
Ab de zamana chahe koi saza
Hans karke seh loon jo bhi ilzaam hai
Jaana, samjho na, hum tere hain
Tujhse shaamein hain, tujhse savere hain
Jaana, samjho na, hum tere hain
Tere khwabon mein jeena hai, marna hai ishq mein tere
Oh, mere saajna ve, dola mere, oh
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Aankhon mein dekho meri, dil ki kaho
Oh, mere saajna ve, dhola mere, oh
Baahon mein bhar lo (kahin na jaane do)
Credits
Writer(s): Aditya Rikhari, Lijo George-dj Chetas
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.