mehbooba.

Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha
Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha

Tera na mujhko pata
Tera kyu group hai bs ladko ka
Possesive ni hona hai mujhko zara
Bas rehti fikr jaanu mardo ka
Nakhre bhi paale hai iske hazaar
Manegi na yeh bas degi bas karaar
Madam ne bola ab GK chalo
To okhla bhi jaake mai chaldunga
Bas teri khushi ke liye
Pagal si harkat karta firta
Tere aage peeche
Teri hasi ke liye
Yeh ladki jab hoti udaas
Toh lagta kharab
Mujhe khudi ke liye
Ki karu mai aisa ab kya
Bhuladu mai din
Bas uski khushi k liye
Par madam ne hona alone
To thehru na

Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha
Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha

Tu sunti na hai to fir daatu bhi kyu
Haa maanti hai boht iraado se tu
Bas tu hi toh hai mere din bhar ka saar
Toh bolne se pehle shabd chhatu bhi kyu
Haa galtiyan ki hongi maine hazaar
Toh maafi mangu tujhse sorry na yaar
Intentions ni kabhi the mere kharab
Gayi toh dukh apna baatu bhi kyu
Samjhara tha tujhko mai teri
100 kaamiya bhi lagti mujhko ab meri
Par call aata jab inka peeke sharaab
To baatein banati hai kaafi yeh dheri
Nigaahon me tu
Sarfiri yaadein
Panahon me tu
Shararati krke
Gunahon me tu
Tu tode bhi dil
Toh sehlunga

Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha
Ohh meri jaan mehbooba
Tujhko bhi paane ki milti saza
Sehma sa jau na ho tu khafa
Tareefein karta to dhyaan kaha
Rehta hai tera na mujhko pata
Kiya na kuch fir bhi deti jata
Sunle tu dhang se toh kehdunga
Hu pagal mai tujhpe yeh kesa nasha



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link