Rakh Le
Rakh le, dil rakh le
Leke tera naam saans bharta hoon
Jeena mujhe tere saath
Tujhko subah-o-shaam yaad karta hoon
Sun le mere dil ki baat
Aankhon mein teri yoon doobe
Khud se kho gaye
Duniya se hum aise chhoote
Tere ho gaye
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Jis roz se chaha tujhe
Tab se yeh jaana, hai pyaar cheez kya
Pehli dafa neendein hain khafa
Jaagi aankhon mein khwaab hai tera
Dil kya kahe, sun le zara
Kar le do baatein, zara muskura
Ab dooriyaan kyun hain darmiyaan?
Ho bhi jaane de kuchh nazdeekiyaan
Duniya ki saari rasmon ko tu bhi tod de
Aa, mere raston se raste tere jod ke
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le
Leke tera naam saans bharta hoon
Jeena mujhe tere saath
Tujhko subah-o-shaam yaad karta hoon
Sun le mere dil ki baat
Aankhon mein teri yoon doobe
Khud se kho gaye
Duniya se hum aise chhoote
Tere ho gaye
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Jis roz se chaha tujhe
Tab se yeh jaana, hai pyaar cheez kya
Pehli dafa neendein hain khafa
Jaagi aankhon mein khwaab hai tera
Dil kya kahe, sun le zara
Kar le do baatein, zara muskura
Ab dooriyaan kyun hain darmiyaan?
Ho bhi jaane de kuchh nazdeekiyaan
Duniya ki saari rasmon ko tu bhi tod de
Aa, mere raston se raste tere jod ke
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le mera dil sambhaal ke
Takk le, takk le, mere yaar, pyaar se
Rakh le, rakh le
Credits
Writer(s): Shaan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.