Diwali
Apni umar se bade
Ladke pasand hain usey
Ismein main bhi galti kya meri?
Paida hua main baad mein
Mujhe barabari ka pyaar aata hai
Par kabhi mile hi na yeh mauqe
Giri deewarein meri jitni baari bhi, haan
Maine khaye wahin pe dhoke
Usey batane ka mann toh hai mera
Darta bhi hai yeh bada
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Yeh sun ke achchha laga
Kaha kyun pehle nahi yeh tune bhala?
Kabhi bhi dekha nahi yeh chehra tera
Kahaan chhupa ke baitha tha?
Mujhe shak toh hua tha
Jis din tu meri gali mein dikha
Socha nahi maine itna, jaane diya
Kaale kapdon mein tu hi tha
Haan, main hi tha woh, uss din bhi batane aaya tha
Udhaar thodi himmatein main leke aaya tha
Sawaal kaafi saare ho gaye the mere paas
Jawaab saare tujhse hi lene aaya tha
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Ladke pasand hain usey
Ismein main bhi galti kya meri?
Paida hua main baad mein
Mujhe barabari ka pyaar aata hai
Par kabhi mile hi na yeh mauqe
Giri deewarein meri jitni baari bhi, haan
Maine khaye wahin pe dhoke
Usey batane ka mann toh hai mera
Darta bhi hai yeh bada
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Yeh sun ke achchha laga
Kaha kyun pehle nahi yeh tune bhala?
Kabhi bhi dekha nahi yeh chehra tera
Kahaan chhupa ke baitha tha?
Mujhe shak toh hua tha
Jis din tu meri gali mein dikha
Socha nahi maine itna, jaane diya
Kaale kapdon mein tu hi tha
Haan, main hi tha woh, uss din bhi batane aaya tha
Udhaar thodi himmatein main leke aaya tha
Sawaal kaafi saare ho gaye the mere paas
Jawaab saare tujhse hi lene aaya tha
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Koi bata do usey mere baare mein
Ke kal hi kal woh meri hone waali hai
Koi saja do jaake sheher mera
Kal hi Diwali meri hone waali hai
Credits
Writer(s): Aditya Bhardwaj, Shrey Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.