Kho Jaun
Yeh puraani si kahaani
Kyun nayi si lage?
Pal woh saare jo the guzaare
Yaadon mein qaid hain
Jab mile tujh se nain
Saanwre, hum tere hain
Mila hai mujhe tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Mila hai mujhe tu jo, tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Jahaan bhi chala main
Tu hi dikha kare hai
Sune hai dil mera
Har jagah teri aahatein hain
Teri aahatein hain
Tere hi hone se
Mann mera befikar hai
Dikhe woh chehra jo
Toh mili mujhe raahatein hain
Aisi raahatein hain
Jab mile tujh se nain
Saanwre, hum tere hain
Mila hai mujhe tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Mila hai mujhe tu jo, tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Kyun nayi si lage?
Pal woh saare jo the guzaare
Yaadon mein qaid hain
Jab mile tujh se nain
Saanwre, hum tere hain
Mila hai mujhe tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Mila hai mujhe tu jo, tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Jahaan bhi chala main
Tu hi dikha kare hai
Sune hai dil mera
Har jagah teri aahatein hain
Teri aahatein hain
Tere hi hone se
Mann mera befikar hai
Dikhe woh chehra jo
Toh mili mujhe raahatein hain
Aisi raahatein hain
Jab mile tujh se nain
Saanwre, hum tere hain
Mila hai mujhe tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Mila hai mujhe tu jo, tu jo
Hai kaise yeh na pata
Kho jaaun ab tujhi mein
Hai dil ki yeh raza
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.