Satranga (From "Animal")
Aadha tera ishq, aadha mera
Aise ho poora chandrama
Oh, taara tera, ek taara mera
Baaqi andhera aasmaan
Na tere sang laage baandhe jo peepal pe dhaage
Ye surme ke dhaare behte hain nazrein bacha ke
Bad-rang mein satranga hai ye ishq re
Jogi main, aur Ganga hai ye ishq re
Bad-rang mein satranga hai ye ishq re
Jogi main, aur Ganga hai ye ishq re
Maathe se laga loon haath chhoo ke main pair tere
Ho, rakh loon main tan pe zakhm bana saare bair tere
Rukna ni tu, hun rusna ni main
Tera ni reha te na khud da bhi main
Duniya tu hi hai meri, par na aana, ab na aana
Main ni aana sheher tere
Jo phere sang laage, rakhte woh hamko jala ke
Wo waade, jhoothe waade le ja tu qasmein laga ke
Rag-rag mein malanga hai ye ishq re
Kyun lahoo mein hi ranga hai ye ishq re?
Ho, bad-rang mein satranga hai ye ishq re
Jogi main, aur Ganga hai ye ishq re
Tu meri saari yaadein paani mein aaj baha de
Ye teri bheegi aankhein rakh loon labon se laga ke
Main samandar, parinda hai ye ishq re
Man maatam aur zinda hai ye ishq re

Credits
Writer(s): Siddharth Singh, Garima, Shreyas Prashant Puranik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Ve Kamleya (Lofi Mix) - Single
- Ve Kamleya (Amapiano Mix) - Single
- Arijit's Aura
- Satyanaas X Galti Se Mistake Mashup - Single
- Tum Kya Mile (Amapiano Mix) - Single
- East Bengal 100 years Theme Song ( Swing Mix )
- Ve Kamleya (LoFi) - Single
- Phir Aur Kya Chahiye Relived - Single
- Phir Aur Kya Chahiye (Club Mix) - Single
- Pal (Soulful Flip) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.