Ishq Hai
Dekho toh kya hi baat hai (kya hi baat hai)
Kambakht is jahaan mein (is jahaan mein)
Yeh ishq hai jisne ise (jisne ise)
Rehne ke qaabil kar diya
Rehne ke qaabil kar diya
Raushni hi raushni hai
Chaar su jo chaar su
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Jo chhupa hai har nazar mein
Har taraf jo roobaru
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Tumse mile toh kuchh gunguni si
Hone lagi hai sardiyan (ishq ishq, ishq ishq)
Tumse mile toh dekho shehar mein
Khilne lagi hain waadiyan (ishq ishq, ishq ishq)
Saaya mera hai tu aur main tera
Tu dikhe ya na dikhe tu
Teri khushbu khoo-ba-khoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Haan, koi kehta ishq humein abaad karta hai
Koi kehta ishq humein barbaad karta hai
Zehan ki tang deewaron se uthkar
Main kehta hoon ishq humein azaad karta hai
Moh pe yeh karam bhi keeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Laage nahi tum bin jiyaara
Aisi bekhudi hi deeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Laage nahi tum bin jiyaara
Aisi bekhudi hi deeje
Haan, saara mera ho tu aur main tera
Yehi meri behshatein hain
Yehi meri justajoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Barsi hai mujhpe meher aasmani (barsi hai mujhpe meher aasmani)
Mohabbat ka dekho asar aasmani (mohabbat ka dekho asar aasmani)
Pairon ke niche zameen ud rahi hai (pairon ke niche zameen ud rahi hai)
Hai ishq mein har safar aasmani
Tumse mile toh baithe bithaye
Chhoone lage hain aasmaan (ishq ishq, ishq ishq)
Tumse mile toh chhota sa kissa
Banne ko hai ek dastaan (ishq ishq, ishq ishq)
Haan, saaya mera hai tu aur main tera
Tu dikhe ya, tu dikhe ya
Tu dikhe ya na dikhe tu
Teri khushboo koo-ba-koo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Kambakht is jahaan mein (is jahaan mein)
Yeh ishq hai jisne ise (jisne ise)
Rehne ke qaabil kar diya
Rehne ke qaabil kar diya
Raushni hi raushni hai
Chaar su jo chaar su
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Jo chhupa hai har nazar mein
Har taraf jo roobaru
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Tumse mile toh kuchh gunguni si
Hone lagi hai sardiyan (ishq ishq, ishq ishq)
Tumse mile toh dekho shehar mein
Khilne lagi hain waadiyan (ishq ishq, ishq ishq)
Saaya mera hai tu aur main tera
Tu dikhe ya na dikhe tu
Teri khushbu khoo-ba-khoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Haan, koi kehta ishq humein abaad karta hai
Koi kehta ishq humein barbaad karta hai
Zehan ki tang deewaron se uthkar
Main kehta hoon ishq humein azaad karta hai
Moh pe yeh karam bhi keeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Laage nahi tum bin jiyaara
Aisi bekhudi hi deeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Moh pe yeh karam bhi keeje
Laage nahi tum bin jiyaara
Aisi bekhudi hi deeje
Haan, saara mera ho tu aur main tera
Yehi meri behshatein hain
Yehi meri justajoo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Barsi hai mujhpe meher aasmani (barsi hai mujhpe meher aasmani)
Mohabbat ka dekho asar aasmani (mohabbat ka dekho asar aasmani)
Pairon ke niche zameen ud rahi hai (pairon ke niche zameen ud rahi hai)
Hai ishq mein har safar aasmani
Tumse mile toh baithe bithaye
Chhoone lage hain aasmaan (ishq ishq, ishq ishq)
Tumse mile toh chhota sa kissa
Banne ko hai ek dastaan (ishq ishq, ishq ishq)
Haan, saaya mera hai tu aur main tera
Tu dikhe ya, tu dikhe ya
Tu dikhe ya na dikhe tu
Teri khushboo koo-ba-koo
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Ishq hai yeh ishq hai
Credits
Writer(s): Anurag Saikia, Raj Shekhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.