Badalon Ki Raani

Meri jaan, samajh, hoon main badalon ki raani
Tujhko dikhe par tu ye maan na saka
Meri baatein pasand, tujhe lage hain kahani
Bole tu hai to aaye jeene mein maza

Meri jaan, samajh, hoon main badalon ki raani
Tujhko dikhe par tu ye maan na saka
Meri baatein pasand, tujhe lage hain kahani
Bole tu hai to aaye jeene mein maza

Upar waala dost hai mera
Hum dono ki duniya hai
Upar waala dost hai mera

Khol-khol na, tu khol aankhein khol
Tol-mol ke na bol saari baatein gol-gol
Saari duniya bani hai bas tere aur mere liye
Meri jaan, bas ye apni kahani hai

Raja tu, raani main, khelein jawani se
Honge na shikve, gila fir zamane se
Do-char aise bahane fasane banake
Main le jaaun tujhko main rehti jahan

Jaadu hai aankhon mein, shehed hai zubani
Tujhko bana loon dil-jaani, rama
Meri baatein pasand tujhe lage hain kahani
Bole tu hai to aaye na-na-na, na-na-na, na-na-na-na

Meri jaan, samajh, hoon main badalon ki raani
Tujhko dikhe par tu ye maan na saka
Meri baatein pasand, tujhe lage hain kahani
Bole tu hai to aaye jeene mein maza

Upar waala dost hai mera
Hum dono ki duniya hai
Upar waala dost hai mera



Credits
Writer(s): Nihaarika
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link