Waterfall
Dekh
Tere hi naam pe main likh raha yeh ganna aaj
Khali si kamrey mein hai gunzti teri aawaz
Kitne they khawab dono ne milkar sajae jaana
Dafan saare karke usko dil main hain rakhein woh raaz
Raaton mein roj hain bhikarte leke teri yaad
Tootein hain taaron se zyada tere jaane ke baad
Jiska tha dar humein woh ho raha hai sach main ab
Lee jaa bass jaldi se dete maut ko hum kasmein ab
Galtiyan kya thi meri ab hi yehi khojta hun
Rehti hai khush tu itni kaise wohi sochta hun
Kaise v krke tujhe jana hi tha door mujhse
Dard woh saare lekar Qismat ko kosta hun
Agge tu badh gayi hai yeh v toh main janta hun
Akele rehta hun aur bheed se abb bhagta hun
Pata hai mujhe kabhi laut kar na ayegi tu
Phir bhi mandiron mein sar jhukaye tujhe mangata hun
Tujhe bhool na chahun
Par bhool na paaun
Tu hi bata yeh kyun?
Tujhe bhool na chahun
Par bhool na paaun
Mili saja ye kyun?
Tasveeren saari teri rakhi hai sambhal maine
Ki tujhe bhul gaya haan karta hun jothey bahane
Yaad main karta tujhe un akeli raaton mai
Phir kya hogayi hai zindagi kher tu v kya ye haal jaane
Labz nahi milte kitne baatein hai batane ko
Tu esi khawab meri hai neend se jaga de jo
Jisse tu bolti thi door reh nashe se
Aaj teri saari yaad lie nashe mein pada hai woh

Credits
Writer(s): Saroj Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.