Udit Narayan feat. Hema Sardesai & Sanjeev Darshan -
Aaye Ho Meri Zindagi Mein - Celebrating Love Bollywood Style
Kehna Hai Tumse
Aashiq ho to aisa
Mit jaaye jo pyaar mein
Sau baar janam lein tere liye tere ishq mein mar jaayein
Jo kiya na ho kis aashiq ne kuchh aisa kar jaayein
Sau baar janam lein tere liye tere ishq mein mar jaayein
Jo kiya na ho kis aashiq ne kuchh aisa kar jaayein
Kehna hai tumse kehna hai
Rehna hai dil mein rehna hai
Khaamosh palkhon taley
Sapne tumhaare paley
Tumhi ho nazar mein jigar mein
Tumhi ho saanson mein
Tum ho dua mein sada mein
Tum hi ho baaton mein
Kehna hai tumse kehna hai
Rehna hai dil mein rehna hai
Aao tumhein pyaar doon
Dono jahan vaar doon
Pari ho saba ho
Kali ho machalti shabnam ho
Koi nasha ho maza ho
Suhaana mausam ho

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aaye Ho Meri Zindagi Mein
- Tera Hone Laga Hoon (From "Ajab Prem Ki Ghazab Kahani")
- Tera Hone Laga Hoon (From "Ajab Prem Ki Ghazab Kahani")
- Aapke Pyaar Mein (From "Raaz")
- Piya O Re Piya (From "Tere Naal Love Ho Gaya")
- Piya O Re Piya (From "Tere Naal Love Ho Gaya")
- Honthon Pe Bas
- Kuch Is Tarah (From "Doorie")
- Kehna Hai Tumse
- Meri Zindagi Mein (From "Ajnabee")
All Album Tracks: Aaye Ho Meri Zindagi Mein - Celebrating Love Bollywood Style >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.