Yeh Sham Mastani (From "Kati Patang")

Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae
Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae

Door rahtee hai too, mere paas aatee nahin
Honton pe tere kabhi pyaas aatee nahin
Aisa lage jaise ki too hans ke zahar koyi pie jae

Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae

Baath jab main karoon muje roak detee hai kyun?
Teri meethi nazar muje tok detee hai kyun?
Teri haya, teri sharam, teri qasam mere honth siye jae

Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae

Ek ruthi huee taqadeer jaise koyi
Khamosh aise hai too tasveer jaise koyi
Teri nazar banake zubaan, lekin tere paigaam die jae

Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae
Ye shaam mastaani madahosh kiye jae
Muje door koyi kheenche, teri aur/or liye jae



Credits
Writer(s): R D Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link