Pee Loon Hotho Ki Sargam (From "Once Upon a Time In Mumbaai")
Pee loon tere neele-neele nainon se shabnam
Pee loon tere geele-geele honthon ki sargam
Pee loon, hai peene ka mausam
Tere sang ishq taari hai, tere sang ek khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko, tere sang beqaraari hai

Tere bin jee nahin lagta
Tere bin jee nahin sakta
Tujhpe hain haare, maine waare do jahaan
Qurbaan, meherbaan, ke main toh qurbaan
Sun le sada (tera qurbaan)
Hosh mein rahoon kyun aaj main?
Tu meri baahon mein simti hai mujh mein samaayi hai yun
Jis tarah ki koi ho nadi
Tu mere seene mein chhupti hai, sagar tumhara main hoon
Pee loon teri dheemi-dheemi lehron ki chham-chham
Pee loon teri saundhi-saundhi saanson ko har-dum

Shaam ko miloon jo main tujhe
Toh bura subah na jaane kyun kuch maan jaati hai yeh
Har lamha, har ghadi, har peher
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh
Pee loon main dheere-dheere jalne ka yeh gham
Pee loon in gore-gore haathon se, humdum

Qurbaan, meherbaan, ke main to qurbaan

Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Zindagi Se (From "Raaz 3")
- O Re Khuda (From "Rush")
- Ishq Sufiyana From ("The Dirty Picture")
- Bharat Mata Ki Jai (From "Shanghai")
- Deewana Kar Raha Hai (From "Raaz 3")
- Phir Mohabbat (From "Murder 2")
- Tere Bin (From "Dil Toh Baccha Hai Ji")
- Hale Dil (From "Murder 2")
- Abhi Kuch Dino Se (From "Dil Toh Baccha Hai Ji")
- Pee Loon Hotho Ki Sargam (From "Once Upon a Time In Mumbaai")
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.