Jahan Ho Pyar Ka Mausam
Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam
Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan

Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana
Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin

Baaton Mein Hon Ghul Gayeen, Saare Geeton Ki Jaise Narmiyaan
Aankhon Mein Ho Yoon Khushi, Moti Bhari Hon Jaise Seepiyaan
Jahan Goonje Prem Shehnaai, Jahan Zindagi Le Angdaai
Jahan Har Ghadi Khushi Ki Ho Daastaan

Aisa Ho Nagar Jahan, Chimney Ka Dhuaan Phaila Na Ho
Raahon Mein Hawaaon Ka, Aanchal Zara Bhi Maila Na Ho
Jahan Thande Thande Hon Saaye, Jahan Haule Haule Neend Aaye
Jahan Khwaab Khwaab Lagta Ho Har Sama

Credits
Writer(s): Jatin Pandit, Lalitraj Pandit, Javed Akhter
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.