Baadlon Pe Paon
Baadlon pe paaon rakh ke
Aasmaan ko chhoo liya
Jo kabhi kiya na tha lo aaj main ne kiya
Rahi na koi aarzu,
Paaya hai main ne woh sukun
Khwaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khawaab si hai zindagi
Aise main ne dekhe raaste,
Jo na bane thay mere waaste
Ujaalon ki thi os jin pe
Yeh hosh jin pe tha lapata
Mere haathon se dil choota aise
Mera na ho yeh ho begaana jaise
Kabhi na sochi thi jo wohi
Hai thori si naii hai khata
Khawaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khwaab si hai zindagi
Sawaalon mein sau baatein jhaankte
Khayaalon se bhi aage bhaagte
Guzaare ki jo main ne kar ke
Iqraar kar ke main ne yahaan
Urraanain hain tabhi to aasmaan hai,
Yahin kahin pe aisa bhi jahaan hai
Khayaalon mein jo roz aey,
Jo roz jaye aisa jahaan
Khwaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khwaab si hai zindagi
Aasmaan ko chhoo liya
Jo kabhi kiya na tha lo aaj main ne kiya
Rahi na koi aarzu,
Paaya hai main ne woh sukun
Khwaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khawaab si hai zindagi
Aise main ne dekhe raaste,
Jo na bane thay mere waaste
Ujaalon ki thi os jin pe
Yeh hosh jin pe tha lapata
Mere haathon se dil choota aise
Mera na ho yeh ho begaana jaise
Kabhi na sochi thi jo wohi
Hai thori si naii hai khata
Khawaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khwaab si hai zindagi
Sawaalon mein sau baatein jhaankte
Khayaalon se bhi aage bhaagte
Guzaare ki jo main ne kar ke
Iqraar kar ke main ne yahaan
Urraanain hain tabhi to aasmaan hai,
Yahin kahin pe aisa bhi jahaan hai
Khayaalon mein jo roz aey,
Jo roz jaye aisa jahaan
Khwaahishon ke haath mein
Sonp di hai zindagi
Khoob hai, khaas hai,
Ab khwaab si hai zindagi
Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.