Haq Maula

Ali Shah e Mardan Imam ul Kabira,
Ke baad az Nabi shud Bashir ul Nazira

Ali Maula Ali Maula Ali Maula
Khuloos e dil se Ali ka jo naam leta hai,
Khuloos e dil se Ali ka jo naam leta hai,
Vohi toh lazzat e umr e dawaam leta hai,
Vohi toh lazzat e umr e dawaam leta hai,
Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam,
Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam,
Ali ka naam to girton ko thaam leta hai

Ali Maula Ali Maula Ali Maula

Kitnay teer unki, Kitnay teer unki Nigaahon ke utaaroon dil mein,
Kitnay teer unki Nigaahon ke utaaroon dil mein,
Deeda e shauq ne daala hai ajab mushkil mein,
Deeda e shauq ne daala hai ajab mushkil mein,
Tu hi Tu hai mere ehsaas ki har manzil mein,
Tu hi Tu hai mere ehsaas ki har manzil mein,
Jiska jo hota hai rakhta hai ussi se nisbat,
Jiska jo hota hai rakhta hai ussi se nisbat,
Meray Maula mujhe yaad aayen har ik mushkil mein

Ali Maula Ali Maula Ali Maula

Unki Saim hai, Unki Saim hai miladat ki jagah Haram e Kaba,
Unki Saim hai, Unki Saim hai miladat ki jagah Haram e Kaba,
Aankh kholi toh, aankh kholi toh Chehra e Muhammad dekha,
Aankh kholi toh Chehra e Muhammad dekha,
Noor e Tanveer Ali Noor e Tanveer Ali
Badr e MuneerAli, Badr e MuneerAli,
Maalik e Taqdeer Ali

Haq Ali Ali Ali Maula Ali Ali
Ali Maula Ali Maula Ali Maula
CREDITS: [email protected]



Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Bari Nizami
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link