Rakhi Chand, Sunidhi Chauhan & Ujjaini Mukherjee -
Tanu Weds Manu (Original Motion Picture Soundtrack)
Mannu Bhaiya
Sadar Ke Sonaar Ka Solah Aana Sona
Jalega, Galega, Dhalega Jab Ye Sona
Rani Ke Chaand Dhule Paidon Me Padkar
Bibbo Ke Tesu Range Paidon Me Girkar
Dilli Ki Galiyon Mein Chalega Ja Sona
Raat Din, Padosan, Ke Kaanon Me, Palega, Falega, Jab Ye Sona
Tab Mannu Bhaiya Ka Karihen, Tab Mannu Bhaiya Ka Karihen

Ambiya Ilaaychi Daalchini Aur Kesar
Sukhayegi Tannu Karolbag Ke Chat Par, Chat Par, Chat Par
Phir Posta Pisega, Kalonji Kutegi, Phir Posta Pisega, Kalonji Kutegi,
Martbaan Se Afwaah Uthegi,
Patang Peeche Bachche Jab Aayenge Chat Par,
Tannu Ki Sari Barni Jayenge Chat Chat Chat Chat Chat Chatkar

Jab Delhi Ke Mixer Mein, Ghut Jaye, Jab Delhi Ke Mixer Mein, Ghut Jaye, Kaanpur Ki Bhang
Jab Dilli Ke Upar Chadh Jaye, Kaanpur Ka Rang
Jab Kutub Se Bhi Upar Jaye Kaanpur Ki Patang
Tab Mannu Bhaiya Ka Karihen, Mannu Bhaiya Ka Karihen
Jab Tannu Kabhi Rooth Jaye Sharma Ji Ki Baat Pe,
Jab Yamunaji Ka Paani Lagem Sarsaiya Ghaat Pe,
Jab Kaanpur Ka Chaand Chamakihen Dilli Ki Raat Pe,

Credits
Writer(s): Rajshekhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.