Bhoot
Jab main chhota baccha tha main badi sharaarat karta tha
Ab jo main bada ho gaya hun badi sharaarat karta hoon
Jab main chhota baccha tha har cheez ke paise deta tha
Ab jo main bada ho gaya har cheez ke paise leta hoon
Jab main chhota baccha tha main twinkle twinkle karta tha
Ab jo main bada ho gaya bas twinkle twinkle karta hoon
Jab main chhota baccha tha main Superman pe marta tha
Ab jo main bada ho gaya bas supergirl pe marta hoon
Leke yeh shaitaniyaan, jaate hain hum jahaan
Darr ke awaaze, gaati hain bas wahaan
Bhaago bhaago
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya
Jab main chhota baccha tha cartoon watching karta tha
Ab jo main bada ho gaya bas bird watching karta hoon
Jab main chhota baccha tha galti karne se darta tha
Ab jo main bada ho gaya bas galti karna chahta hoon

Ho badey bajurg aur sabhi siyaane keh ke gaye hain sab
Kal kare so aaj kar aur aaj kare so abh
Abh jaake hame samajh mein aaya inn sabka matlab
Iss umar mein yeh sab nahin kiya toh aur karenge kab kab kab .
Kya main jhooth boleya (koi na)
Ke main kuffar toleya (koi na)
Kya main jhooth boleya (koi na)
Ke main kuffar toleya (koi na)
Leke yeh shaitaniyaan jaate hain hum jahaan
Darr ke awaaze
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Bhoot aaya (hayo mere rabba)
Hayo mere rabba

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Sachin, Jigar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.