Yaadon Ki Album

Yaadon ki album Main padi kahin Black and white Tasveerein hain Slate pe choti ek Chalk se kheenchi Tedhi si medhi si Lakeeren hain Zara si dhool hai Jum gayi wahan Hata de aaj Hathoon se ponch ke Phir nookili kare zara Purani pencilon ko Kharoch ke Oo.
oo.
Un raston pe fir Laut ke chale Oo.
oo.
Le kar woh tej Nanhi si cyclein Oo.
oo.
Thi zindagi ki Hui jahan subha Milti thi jahan Majedaar toffiyan Chamkile wraperon Mein modh ke Aaj dukaane woh Khareed le sabhi Aath-aano char-aano Ko jod ke Thode se paise Jo bach gaye agar Kyun na khareed Lein ek patang bhi Jiski joh man-pasand ho Chunengein hum patango Ke rang bhi Oo.
oo.
Un raston pe fir Laut ke chale Oo.
oo.
Le kar woh tej Nanhi si cyclein Oo.
oo.
Thi zindagi ki Hui jahan subha Phir se.
Imteehano main Raatein jaag kar Padh le.
Ek duje ki Copy mang kar Chal zara.
Chalein.
Bachpan ke pal Woh jee lein Befikar se din vo Phir zindagi Se cheenien Oo.
oo.
Un raston pe fir Laut ke chale Oo.
oo.
Le kar woh tej Nanhi si cyclein Oo.
oo.
Thi zindagi ki Hui jahan subha



Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Atul Gogavale, Ajay Gogavale
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link