Shankar-Ehsaan-Loy feat. Shreya Ghoshal, Javed Bashir, Yusuf Mohammed & Vajid Ali -
Bhaag Milkha Bhaag (Original Motion Picture Soundtrack)
O Rangrez
Oh, rangrez
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Doobna hai bas tera ban ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Ek bhi saans alag nahi leni
Ek bhi saans alag nahi leni
Khench lena praan is tan ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Ghunghroo hai tu, main toh hoon paanv, piya
Chha-na-na-na-nan
Peepal tu, main toh hoon chhanv, piya
Tabhi hoon magan
Ho, naino mein base chhab teri lehraaye
Chhalke, chhalke, chhalke re
Barse halke-halke
Apne hi rang mein...
Oh-oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Maala mein aa, tujhko piro loon
Tujhe pehnun, sajan
Honthon mein aa, sargam sa bolun
Tujhe rat loon, sajan
Sajan, tees meri pees de
Mujhmein hi ghul ja, mil ja
Mil ja, sajna
Pighal ke mil ja, mil ja
Apne hi rang mein, ho
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh, rangrez (oh, rangrez)
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Doobna hai bas tera ban ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh-oh-oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Doobna hai bas tera ban ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Ek bhi saans alag nahi leni
Ek bhi saans alag nahi leni
Khench lena praan is tan ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Ghunghroo hai tu, main toh hoon paanv, piya
Chha-na-na-na-nan
Peepal tu, main toh hoon chhanv, piya
Tabhi hoon magan
Ho, naino mein base chhab teri lehraaye
Chhalke, chhalke, chhalke re
Barse halke-halke
Apne hi rang mein...
Oh-oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Maala mein aa, tujhko piro loon
Tujhe pehnun, sajan
Honthon mein aa, sargam sa bolun
Tujhe rat loon, sajan
Sajan, tees meri pees de
Mujhmein hi ghul ja, mil ja
Mil ja, sajna
Pighal ke mil ja, mil ja
Apne hi rang mein, ho
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh, rangrez (oh, rangrez)
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Oh, rangrez, tere rang dariya mein
Doobna hai bas tera ban ke
Haaye, nahi rehna dooja ban ke
Apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Oh-oh-oh, apne hi rang mein mujhko rang de
Dheeme-dheeme rang mein mujhko rang de
Saundhe-saundhe rang mein mujhko rang de
Rang de na, rang de na, rang de na
Credits
Writer(s): Aloyius Mendonsa, Ehsaan Noorani, Shankar Mahadevan, Prasoon Joshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.