It Happens Only In India

jaha paon mein payal,
hatho me kangan,
ho mathe oe bindiya,(4)
it happens only in India (2)
jaha paon mein payal,
hatho mein kangan,
ho mathe pe bindiya,
it happens only in India(2),
jaha jung pe jaye sipahi to khud sajani tilak lagaye,(2)
muh se to kuch bhi na bole chupke chupke nain bahaye,
aur ashkon se bheje likhkar usko pyar ki chitiya,
it happens only in india(2)
jahan dun nikle sunkar shlok, guruwani aur azan,(2)
jahan mazhab se uncha he sare insan, sare ek samaan
are aaj nahi hain saaj ho jaye dekh le sari duniya,
it happens only in india(2),
shabri ke khake ber raam ne prem ki katha chalai,(2)
meera ne pee kar zahar ka pyala preet ki rit nibhayee,
jahan prem ki dhun par gopiyon sang naache krishn kanhaiyya,
(kahi hota hain re bahiyya???)
it happens only in India (2),
sawan ke jhule kahi pe baisakhi ke mele,(2)
lagta hain khud kudrat is dharti par ake khele,
jaha maa se na lori sune bina bacchon ko na aaye nindiyaan,
it happens only in India (2),
jaha soni ne mahiwal ke khatir apni jaan gavayee,
jaha ranjhe ne heer ki ek pal sahi judai,(2),
jaha shrin aur farhaad ke ishq me bahi dudh ki nadiyaan,
it happens only in India (7),
The END



Credits
Writer(s): Anand Raj Anand
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link