Kaun Hai Ey Sarwar-E-Deen
Kaun heh eh sarware deen, teray jaisa koun hai?
Juztay resham, suduha ki, shaan wala koun hai?
Yeh to hai aaqa tumharay naam hi ki barkatein
Hum faqeeroon ko wagarna bheek deta koun hai?
Tu kareem e do jahan hai mein faqeer e na taman
Tujh sa data koun hai ore mujh sa mangta koun hai?
Sadqa apnay ladloon ka aik rehmat ki nazar
Rehmatoon walay Nabi mera sahara kon hai?
Laj walay laj rakhna tera kehlata houn main
Mujh say baykas benawa mangtay ka data kon hai?
Haath say daman na chootay Mustafa ki aal ka
Is gharanay kay ilawa, mera tera koun hai?
Yaad ker Zahid makan say lamakan ka woh safar
Kis ka dam sidra pay touta, aagay pounhcha koun hei?
Panjtan ka naam lewa houn koi mujrim nahin
Duniya walo unsay aala unsay acha kon hei?
Naam lewa houn Nabi ka ore Nabi ki aal ka
Koi batlaye Niyazi mujh say acha kon heh?
Milad Raza Qadri

Credits
Writer(s): traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Hazir Hein Tere Darbar Main Hum
- Kalam Mian Muhammad Baksh - Bhai Bhaiyan De Dardi Honde - Milad Raza Qadri - Single
- Ey Hasnain Ke Nana 2
- Ek Baar Madine Me Hojaye Mera Jaana
- Choote Na Kabhi 2
- Allah Allah Nabi ka Gharana
- Agaee Mustafa ﷺ Ki Sawari
- Tum Akhir Kya Ho
- Najaf Kay Shah
- Dar-E-Ghareeb Nawaz R.A - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.