Aisi Sazaa Deti Hawa (From the Movie 'Gulaal')
Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand...
Man kare so praan de, jo man kare so praan le
Wahi to ek sarv shaktimaan hai
Man kare so praan de, jo man kare so praan le
Wahi to ek sarv shaktimaan hai
Vishw ki pukaar hai, ye Bhagwat ka saar hai
Ki yuddh hi to veer ka pramaan hai
Kauravon ki bheed ho ya Pandavon ka need ho
Jo lad saka hai woh hi to mahaan hai
Jeet ki hawas nahi, kisi pe koi vash nahi
Kya zindagi hai, thokaron pe maar do
Maut ant hai nahi to maut se bhi kyun darein?
Ye jaake aasmaan mein dahaad do
Aarambh hai prachand, bole mastakon ke jhund
"Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do"
Aan, baan, shaan ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand...
Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo
Ho daya ka bhaav, ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka wo ghaav, tum ye soch lo
Ya ki poore bhaal par jala rahe vijay ka laal
Laal ye gulaal, tum ye soch lo
Rang kesari ho, ya mridang kesari ho
Ya ki kesari ho taal, tum ye soch lo
Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet
Us kavi ko aaj tum nakaar do
Bheegti nason mein aaj, phoolti ragon mein aaj
Aag ki lapat ka tum baghaar do

Credits
Writer(s): Piyush Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aahatein (From the Movie 'Ek Main Aur Ekk Tu')
- Aisi Sazaa Deti Hawa (From the Movie 'Gulaal')
- Jhoka Hawa Ka Aaj Bhi (From the Movie 'Hum Dil De Chuke Sanam')
- Ab Mujhe Koi (From the Movie 'Ishqiya')
- Badi Dheere Jali (From the Movie 'Ishqiya')
- Kahin To Hogi (From the Movie 'Jaane Tu Ya Jaane Na')
- Yaar Mangiyasi (From the Movie 'Kaante')
- Kaminey Mere Aarjoo Kaminey (From the Movie 'Kaminey')
- Kaisi Hai Ye Udaasi (From the Movie 'Karthik Calling Karthik')
- Phir Mohabbat (From the Movie 'Murder 2')
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.