Tere Bin

tere bin (tere bin) kehta yeh dil hai
jeena mera huwa mushkil hai
tanha tanha raaton mein
khoya teri baaton mein
yeh nasha hai ya pyar hai, tu bata

dil mein mere betaabi si hai
yaadain teri jhilmilaati hain
tanha tanha raaton mein
khoya teri baaton mein
yeh nasha hai ya pyar hai, tu bata

saanson mein, teri yaadon ka lamha
baaton mein, teri baaton mein fana

khamoshi dil mein tere hai
chaahat mein jalta yeh dil hai
tanha tanha raaton mein
khoya teri baaton mein
yeh nasha hai ya pyar hai, tu bata

saanson mein, teri yaadon ka lamha
baaton mein, teri baaton mein fana

haan yeh dil jiye bas tere liye
pyaar hai ya saza hai yeh
ab raha jaey na

teri adaaon pe khud ko bhula kar
madhosh hoon, hosh mein aa kar
kiyun tu mujh se hai juda
tu hi to hai meri wafa
yeh nasha hai ya pyar hai, tu bata

saanson mein, teri yaadon ka lamha
baaton mein, teri baaton mein fana



Credits
Writer(s): S. Mukhtiar, Christopher Powell
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link