Tu Hai Rab Mera (From "Zila Ghaziabad")

Do naino mein aao na kajal bhare
Dono aankhon hi aankhon hi aankhon mein baatein karein

Do naino mein aao na kajal bhare
Dono aankhon hi aankhon hi aankhon mein baatein karein

Waqt haseen tere saaye mein beete
Waqt haseen tere saaye mein beete
Khil utthe dil ka jahaan
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai sab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera.

Mera mandir bhi tu
Meri pooja bhi tu
Meri masjid bhi tu
Hai ibaadat bhi tu
Tu na darja khuda ka de
Insaan main hoon
Tera humdard saathi
Meharbaan main hoon
Waqt haseen tere saaye mein beete
Waqt haseen tere saaye mein beete
Khil utthe dil ka jahaan
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai sab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera.

Mera darpan hai tu
Meri poonji hai tu
Mera teerath hai tu
Meri jannat hai tu
Main hifaazat karunga teri har kadam
Yeh vachan tootega jeete jee na sanam
Waqt haseen tere saaye mein beete
Waqt haseen tere saaye mein beete
Khil utthe dil ka jahaan
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai sab mera
Rab jaanta hai

Do naino mein aao na kajal bhare
Dono aankhon hi aankhon hi aankhon mein baatein karein

Waqt haseen tere saaye mein beete
Waqt haseen tere saaye mein beete
Khil utthe dil ka jahaan
Tu hai Rab mera
Rab jaanta hai
Tu hai sab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera.
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera.
Rab jaanta hai
Tu hai sab mera
Rab jaanta hai
Tu hai Rab mera...



Credits
Writer(s): Shabbir Ahmed, Nadeem Amjad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link