Kaira Mila Samandar Se

Iqlaq ke kadmo pe kalander nahin girr ta

Tute so sitara zami per nahi girr ta

Girr te hai bade shouk se, samander mein dariya

Laikin kisi dariya mein samander nai girr ta

Katra mila samandar se samandar hogaya
Katra mila samandar se samandar hogaya

aashiq mila jo mauth se kalandhar ho gaya
Katra mila samandar se samandar hogaya

Yeh duniya fani hai, aani jaani hai
Ishq to ishq hai Allah ki mehrbani hai

Yeh duniya fani hai, aani jaani hai
Ishq to ishq hai Allah ki mehrbani hai

Ishq haazir hai suli pe latak jaana ko

Mauth se bhardke saaza dooge kya deewana ko
Mauth se bhardke saaza dooge kya deewana ko

Katra mila samandar se samandar hogaya
aashiq mila jo mauth se kalandhar ho gaya



Credits
Writer(s): Jaidev Kumar, Gurdas Maan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link