Do Anjaane Ajnabi (From "Vivah")
Do anjaane ajnabi
Chale baadhne bandhan
Haaye re dil mein hai yeh uljhan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Nayi umang, nayi khushi
Mehak utha hai aangan
Haaye re ghar aaye man bhaavan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Bechiani betaabi
Aaj mujhe yeh kaisi
Aaj hai jo pehle na thi
Yeh dil ki haalat aisi
Ho. ankhon ko usi ka intezar hai
Unhi ke liye yeh roop yeh shringar hai
Dehki hai tasveer hi
Ho. aaj milenge darshan
Haaye re badhne lagi hai uljhan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Roop ki Rani aayi hai
Jaise gagan se utar ke
Mere liye kya mere liye
Aise saj ke sanvar ke
Ho... sabse chhupa ke idhar se udhar se
Mujhko hi dekhe chor nazar se
Baat labon par hai ruki
Tez dilon ki dhadkan
Haaye re kal ke sajni saajan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein.
Chale baadhne bandhan
Haaye re dil mein hai yeh uljhan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Nayi umang, nayi khushi
Mehak utha hai aangan
Haaye re ghar aaye man bhaavan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Bechiani betaabi
Aaj mujhe yeh kaisi
Aaj hai jo pehle na thi
Yeh dil ki haalat aisi
Ho. ankhon ko usi ka intezar hai
Unhi ke liye yeh roop yeh shringar hai
Dehki hai tasveer hi
Ho. aaj milenge darshan
Haaye re badhne lagi hai uljhan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein
Roop ki Rani aayi hai
Jaise gagan se utar ke
Mere liye kya mere liye
Aise saj ke sanvar ke
Ho... sabse chhupa ke idhar se udhar se
Mujhko hi dekhe chor nazar se
Baat labon par hai ruki
Tez dilon ki dhadkan
Haaye re kal ke sajni saajan
Mil kar kya bolein
Kya bolein, kya bolein
Re milkar kya bolein.
Credits
Writer(s): Ravindra Jain
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.