Woh Ishq Jo Humse
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woo ishq jo humse rooth gaya
Ek hijr jo humko laahaq hai
Ta-Der usey dohraien kya
Ek hijr jo humko laahaq hai
Ta-Der usey dohraien kya
Wo ZEHAR jo DIL mein utaar diya
Phir uss key naaz uthaien kya
Wo ZEHAR jo DIL mein utaar diya
Phir uss key naaz uthaien kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woo ishq jo hum sae rooth gaya
Ek aag ghum-e-tanhai ki
Jo sarey badan mein phail gayi
Ek aag ghum-e-tanhai ki
Jo sarey badan mein phail gayi
Jab jism hi sara jalta ho
Phir daman-e-dil ko bachaien kya
Jab jism hi sara jalta ho
Phir daman-e-dil ko bachaien kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sacha sher sunaien kya
Woh ishq jo hum sae rooth gaya
HUM naghma sara kuch ghazlon key
HUM soorat hein kuch khawabon key
HUM naghma sara kuch ghazlon key
HUM soorat hein kuch khawabon key
Bey-juzba-e-shoq sunaien kya
koi khwaab na ho to bataayein kya
Bey-juzba-e-shoq sunaien kya
koi khwaab na ho to bataayein kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woo ishq jo humse rooth gaya
Ek hijr jo humko laahaq hai
Ta-Der usey dohraien kya
Ek hijr jo humko laahaq hai
Ta-Der usey dohraien kya
Wo ZEHAR jo DIL mein utaar diya
Phir uss key naaz uthaien kya
Wo ZEHAR jo DIL mein utaar diya
Phir uss key naaz uthaien kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woo ishq jo hum sae rooth gaya
Ek aag ghum-e-tanhai ki
Jo sarey badan mein phail gayi
Ek aag ghum-e-tanhai ki
Jo sarey badan mein phail gayi
Jab jism hi sara jalta ho
Phir daman-e-dil ko bachaien kya
Jab jism hi sara jalta ho
Phir daman-e-dil ko bachaien kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sacha sher sunaien kya
Woh ishq jo hum sae rooth gaya
HUM naghma sara kuch ghazlon key
HUM soorat hein kuch khawabon key
HUM naghma sara kuch ghazlon key
HUM soorat hein kuch khawabon key
Bey-juzba-e-shoq sunaien kya
koi khwaab na ho to bataayein kya
Bey-juzba-e-shoq sunaien kya
koi khwaab na ho to bataayein kya
Koi meher nahi koi qeher nahi
Phir sachcha sher sunaien kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Woh ishq jo humse rooth gaya
Ab uss ka haal bataiyen kya
Credits
Writer(s): Ahmed Khalil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.