Mehboob Mere (From "Patthar Ke Sanam")

Mehboob mere, mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai
Mehboob mere, mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai
Mehboob mere

Tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki
Tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki
Yeh jo teri aankhein hain shola shabnam si
Yahin marna bhi hai mujhko
Mujhe jeena bhi yahin hai
Mehboob mere, mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai
Mehboob mere

Armaan kisko jannat ki rangin galiyon ka
Armaan kisko jannat ki rangin galiyon ka
Mujhko tera daaman hai bistar kaliyon ka
Jahan par hain teri baahein
Meri jannat bhi wahin hai
Mehboob mere, mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai
Mehboob mere

Rakh de mujhko tu apna deewana kar ke
Rakh de mujhko tu apna deewana kar ke
Nazdeek aaja phir dekhoon tujhko jee bhar ke
Mere jaise honge lakhon
Koi bhi tujhsa nahin hai
Mehboob mere ho mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai
Mehboob mere



Credits
Writer(s): Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link