Har zulm tera yaad hai

ai wada faramosh mai, tujsa toa nahe hu
har zulm tera yaad hai, bhoola toa nahe hu

Sahil pe khare ho, tumhe kiya gham
chale jana
Sahil pe khare ho, tumhe kiya gham
chale jana
main doob raha hoon, abhi dooba to nhi hoon
main doob raha hoon, abhi dooba to nhi hoon

ae wada faramosh main, tujhsa to nahi hoon

chup chaap sahi, maslehatan, waqt ke haaton
chup chaap sahi, maslehatan, waqt ke haaton
majboor sahi, waqt se haara to nahi hoon
majboor sahi, waqt se haara to nahi hoon

ae wada faramosh main, tujhsa to nahi hoon

Muztar kyon mujhay dekhta rehta hai zamana
Deewana sahi, un ka tamasha toh naheen hoon
Deewana sahi, un ka tamasha toh naheen hoon

Aye wada faramoosh, main tujhsa to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai, bhula to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai, bhula to naheen hoon
Har zulm...
Har zulm...
Har zulm...



Credits
Writer(s): Sajjad Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link