Ab to Is Tarah Meri

Ab Tou Is Tarah Meri Aankhon Main Khwab Aate Hain

Jis Tarah Aaeeneeeee
Jis Tarah Aaeene Chehron Ko Taras Jaate Hain

Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Ahtiyaat Ahl e Mohabbat Ki Isi Shaher Ke Loug

Gul Badast Aate Hain Aur Paab a Rasan Jaate Hain
Gul Badast Aate Hain Aur Paab a Rasan Jaate Hain
Jis Tarah Aaeeneeeee
Jis Tarah Aaeene Chehron Ko Taras Jaate Hain
Ab Tou Is Tarah Meri Aankhon Main Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Jaise Tajdeed e Talluq Ki Bhi Rut Ho Koi

Zakhm Bharte Hain Tou Ahbaab Bhi Aa Jaate Hain
Zakhm Bharte Hain Tou Ahbaab Bhi Aa Jaate Hain
Jis Tarah Aaeeneeeee
Jis Tarah Aaeene Chehron Ko Taras Jaate Hain
Ab Tou Is Tarah Meri Aankhon Main Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Har Kadi Raat Ke Baad Aisi Qayamat Guzri

Subho Ka Zikr Bhi Aaye Tou Laraz Jaate Hain
Subho Ka Zikr Bhi Aaye Tou Laraz Jaate Hain
Jis Tarah Aaeeneeeee
Jis Tarah Aaeene Chehron Ko Taras Jaate Hain
Ab Tou Is Tarah Meri Aankhon Main Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain
Khwab Aate Hain

Credits
Writer(s): Ahmed Faraz, Rafique Husain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link