Dil Mein Aur To Kya

Aur iss dil me kya rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
Aur iss dil me kya rakha hai

Aur iss dil me kya rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
Chir ke dekhe dil mera toh

chir ke dekhe dil mera toh
Tera hee nam likha rakha hai
Tera hee nam likha rakha hai
Pyar ke afasane sune the logo se
Pyar kya hota hai,
yeh tune samajaya
Mila dil tuj se toh,
khwab dekhe aise
Junun jane kaisa,
jawan dil pe chhaya
Dil me ayesa dard uthha,

Dil ho gaya diwana
Dil Ho gaya diwana

Diwano ne iss duniya mein
Diwano ne iss duniya mein
Dard kaa nam dawan rakha hai
Dard kaa nam dawan rakha hai
Aur iss dil me kya rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
Nigaho me meree yeh
surat hain teree
Jindagee yeh meree
amanat hain teree
Dhadkate sine me
mohabbat hain teree

Mohabbat yeh teree,
ibadat hain meree
Tere siwa kuchh yad nahee hai
Too hee too dil mein
Haan Too hee tu dil mein
Dil ne yar kee puja kee hai
Dil ne yar kee puja kee hai
Pyar kaa nam khuda rakha hai
pyar kaa nam khuda rakha hai
Aur iss dil me kya rakha hai
Tera hee dard chhupa rakha hai
ooooooo
Chir ke dekhe dil mera toh
Tera hee nam likha rakha hai
Tera hee nam likha rakha hai
Tera hee nam likha rakha hai
Tera hee nam likha rakha hai



Credits
Writer(s): Ghulam Ali, Nasir Kazmi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link