Chand Ruka Hai

Ooh, chand ruka hain, ayi-yai-ya
Rat ruki hain, ayi-yai-ya
Chand ruka hain, ayi-yai-ya
Rat ruki hain, ayi-yai-ya
Armano ki barat ruki hain
Armano ki barat ruki hain
Kyonki hotho mein mere koi bar ruki hain
Ayi-yai-yai-ya-ah
Chand ruka hain, ayi-yai-ya

Jab mere kesu lahrayenge, ya
Kali-kali badal chhayenge, ooh
Chand-sitare sab chhup jayenge
Tut ke barsenge barsat ruki hain

Ayi-yai-ya
Chand ruka hain, ayi-yai-ya
Rat ruki hain, ayi-yai-ya
Armano ki barat ruki hain
Armano ki barat ruki hain
Kyonki hotho mein mere koi bar ruki hain
Ayi-yai-yai-ya-ah
Chand ruka hai, ayi-yai-ya

Aankho se ashko ko bahna hain, ya
Ya haste haste kuch kahna hai? Ooh
Kahna bhi hain ya chup rahna hai?
Aaj subah sab ki mere sath ruki hain

Ayi-yai-ya
Chand ruka hain, ayi-yai-ya
Rat ruki hain, ayi-yai-ya
Armano ki barat ruki hain
Armano ki barat ruki hain
Kyonki hotho mein mere koi bar ruki hain
Ayi-yai-yai-ya-ah
Chand ruka hain, ayi-yai-ya

Kissa koi purana banta hain, ha
Kaise teer nishana banta hain, ooh
Dekhe kya afsana banta hain
Phir wahi hogi, jo baat ruki hain

Ayi-yai-ya
Chand ruka hain, ayi-yai-ya
Rat ruki hain, ayi-yai-ya
Armano ki barat ruki hain
Armano ki barat ruki hain
Kyonki hotho mein mere koi bar ruki hain
Ayi-yai-yai-ya-ah
Chand ruka hai, ayi-yai-ya



Credits
Writer(s): Anand Bakshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link