Ranjish Hi Sah

Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa

Ranjish hi sahi...
Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa

Pehle se, pehle se...
Pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi to

Rasm-o-rah-e-duniya hi nibhaane ke liye aa

Ranjish hi sahi...
Rasm-o-rah-e-duniya hi nibhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...

Maana, maana, maana, maana...
Maana ke mohabbat ka chhupana hai, mohabbat

Maana, oo, maana, maana, maana...

Maana, maana, maana, maana...
Maana ke mohabbat ka chhupana hai, mohabbat
Maana ke mohabbat ka chhupana hai, mohabbat
Chupke se kisi roz jataane ke liye aa

Ranjish hi sahi...
Chupke se kisi roz jataane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...

Kuch to, kuch to, kuch to...
Kuch to mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
Bharam rakh, bharam rakh...

Kuch to, kuch to, kuch to...
Kuch to mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
Kuch to mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
Tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa

Ranjish hi sahi...
Tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...

Jaise, jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
Jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
Jaise, oo, jaise, jaise, jaise, jaise, jaise, jaise...
Jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
Jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
Aise hi kisi roz na jaane ke liye aa

Ranjish hi sahi...
Aise hi kisi roz na jaane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...

Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...

Credits
Writer(s): Ahmed Faraz, Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link