Pitah Se Hai Naam Tera
Pitah se hai naam tera
Pitah pehchaan teri
Jiye jis sahaare pe tu
Pitah se woh saans mili
Hai pitah, rab tera
Ho Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera tujh mein hi sab hai Rab hai hai
Tu hi sab hai hai
Rab hai hai
Tu hi sab hai hai
Pitah ka mol hai kya
Paas reh ke jaana nahi
Pyar pita se karein
Ye keh na paayein kabhi
Hai pita sab tera
Ho Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera tujh mein hi sab hai Pita ke aashirwad se tune sab kuch paya hai
Kya lekar tu aaya jag mein
Aur kya tune kamaaya hai Pita ka rutba sab se ooncha
Rab ke roop samaan hai
Pita ki ungli thaam ke chal toh
Rastaa bhi aasaan hai
Pita ka saaya sar pe ho toh
Kadmon mein aakaash hai
Pita hai poonji, Kho jaaye toh
Phir kya tere paas hai
Pita bana na hasti teri
Naa koi tera thikana hai
Pita ke naam se aana jag mein
Pita ke naam se jaana hai Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera. tujh mein hi sab hai
Pitah pehchaan teri
Jiye jis sahaare pe tu
Pitah se woh saans mili
Hai pitah, rab tera
Ho Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera tujh mein hi sab hai Rab hai hai
Tu hi sab hai hai
Rab hai hai
Tu hi sab hai hai
Pitah ka mol hai kya
Paas reh ke jaana nahi
Pyar pita se karein
Ye keh na paayein kabhi
Hai pita sab tera
Ho Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera tujh mein hi sab hai Pita ke aashirwad se tune sab kuch paya hai
Kya lekar tu aaya jag mein
Aur kya tune kamaaya hai Pita ka rutba sab se ooncha
Rab ke roop samaan hai
Pita ki ungli thaam ke chal toh
Rastaa bhi aasaan hai
Pita ka saaya sar pe ho toh
Kadmon mein aakaash hai
Pita hai poonji, Kho jaaye toh
Phir kya tere paas hai
Pita bana na hasti teri
Naa koi tera thikana hai
Pita ke naam se aana jag mein
Pita ke naam se jaana hai Ishwar Allah, Jitne bhi Rab hain
Noor tera. tujh mein hi sab hai
Credits
Writer(s): Kumaar, Meet Brothers Anjjan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.