Churao Na Dil
Karoa dil to jaane na.
Karoon kya dil to maane na.
Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Hosh main aaye naa
Isse woh khumaari na do
Maine barson se isko seene main hai chhupaake rakhha
Bekhabar hai ya yeh toh jaane naa pyaar hota kya...
Churao na dil., Churao na dil.

Churao na dil., Ha.ha.Churao na dil.
Churao na dil., Ha.ha.Churao na dil.
Ehsaas na jaane kaisa jagey
Dekhoon tujhe tan pighalne lagey
Aalam jisse chooke betaab hai
Meri mohabbat mein woh aag hai
Kyun jalaate ho aise mausam mein.dard samjho zara.
Behke armaan hain.pyaasi dharkan hain.main karoon bhi to kya.
Churao na dil., Hmm.Churao na dil.
Teri khataa hai na mera qusoor
Yeh sab to hai aashiqui ka suroor
Baahon mein mujhko bikhar jaane de
Hadd se bhi aage guzar jaane de
Teri aankhon ne meri aankhon se jaane kya keh diya
Naa sambhalne de ek pal ko bhi hai yeh kaisa nasha
Churao na dil., Ha.ha.Churao na dil.
Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Ho.hosh main aaye naa

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Sanjeev 00275172166 Rathod, Darshan Rathod
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.