Ik Rasta Hai Zindagi

Ek rasta hai zindagi jo tham gaye to kuch nahin

Ye qadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuch nahin

O jate raahi o banke raahi
Meri banhon ko in rahon ko
Tu chhod ke naa ja tu waapas aa ja

Azaad parindon kii rukati nahin parvaazein
Jate hue qadamon se aate hue qadamon se
Bhari rahegi rahaguzar jo ham gaye to kuch nahin
Ek rasta hai zindagi jo tham gaye to kuch nahin
Ye qadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuch nahin

Ho jate hue raahi ke saaye main simatana kya
Ek pal ke musfir ke daaman se lipatana kya
Jate hue qadamon se aate hue qadamon se
Bhari rahegi rahaguzar jo ham gaye to kuch nahin
Ek rasta hai zindagi jo tham gaye to kuch nahin
Ye qadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuch nahin
Ek rasta hai zindagi jo tham gaye to kuch nahin

Credits
Writer(s): Nagrath Rajesh Roshan, Ludiavani Sahir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link