Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaye Mujhe

Ye mojaza bhee mohabbat kabhi dikhaaen muje

Ki sang tujh pe giren aur zakhm aaen muje
Ye mojaza...

Vo meherbaan hai to iqaraar kyun nahin karthaa?

Vo badgumaan hai to sau baar aazamaaen muje
Vo badgumaan hai to sau baar aazamaaen muje
Ki sang tujh pe giren aur zakhm aaen muje
Ye mojaza...

Vo mera dost hai, saare jahaan ko hai maalum

Dawa karen vo kisi se to shame aaye muje
Dawa karen vo kisi se to shame aaye muje
Ki sang tujh pe giren aur zakhm aaen muje
Ye mojaza...

Main apanee zaat mein nilaam ho raha hoon, qatil

Gam-a/e-hayaat se kah do, kareed laae muje
Gam-a/e-hayaat se kah do, kareed laae muje
Ki sang tujh pe giren aur zakhm aaen muje
Ye mojaza...

Credits
Writer(s): Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link