Buddha Hi Buddha Hai
Aaaaaaaaaaaaaaa.
Ye ch Buddha atii taach
Ye ch Buddha anagata
Pachchupanache ye Buddha
Ahang vandamni sabbada
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo
Siddh hai vo siddh hai
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo
siddh hai vo siddh hai
Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai
Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai
Samarick shiksha se karta Jo shilvaan hai
Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai
Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai vo
Buddha hai vo, buddha hai vo buddha hai.
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Swayam par tu swayam dhyaan kar
Halchal hridayy ki spandhanon ko Jaan kar
Nitya niyantran se khud ki pehchan kar
Paayega jab tu vijay swarth par
Vikraty par tu nirantar maat kar
Dridh nischay se jab chitt tera shuddh hai tu
buddha hai tu buddha hai tu buddha hai
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Parivartan hi hai ye jeevan ka niyam
Kyun na ho ye dharma ka bhi adhi niyam
Mayytri pragyasheel ho jisme sadayav tan man par sayyiyam
Kaar pooja satgudnon ki re naadan
Eishwar kya bane tu pahle ban insaan
Karma kaaton se nahin milta bhagwaan
Chamatkaar nahin duniyan main tu maan
Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai
Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai tu
Buddha hai tu buddha hai tu buddha hai
Buddha hi buddha hai, buddha hi buddha hai
Jab chale hinsa ki aandhi
Nirlajj utthayen paapon ka toofaan
Le chala jagat ko vinaash Ke path par
Bedhundh ahankaari bana insaan
Dekho use dhoondo use paao use antarman mein
Jan man tan mein
Deepak shanti ka
Karuna ka vo saagar
Pragya ki Jo murti
Divyabhavyasheel nagar
Dekho use dhoondo use paao use
Is jagat ka
Is dharaa ka
Vo margdata
Shraishth hai
Is jagat ka
Is dharaa ka
Maargdata shraishth hai vo
Buddha hai vo buddha hai vo buddha hai
Buddha hi buddha hai buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo siddh hai vo siddh hai
Buddha hi buddha hai buddha hi Buddha hai
Har jagah har samay vo siddh hai vo buddha hai vo
Siddha hai vo
Buddha hai vo
Siddha hai vo
Buddha hai vo buddha hai...
Ye ch Buddha atii taach
Ye ch Buddha anagata
Pachchupanache ye Buddha
Ahang vandamni sabbada
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo
Siddh hai vo siddh hai
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo
siddh hai vo siddh hai
Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai
Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai
Samarick shiksha se karta Jo shilvaan hai
Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai
Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai vo
Buddha hai vo, buddha hai vo buddha hai.
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Swayam par tu swayam dhyaan kar
Halchal hridayy ki spandhanon ko Jaan kar
Nitya niyantran se khud ki pehchan kar
Paayega jab tu vijay swarth par
Vikraty par tu nirantar maat kar
Dridh nischay se jab chitt tera shuddh hai tu
buddha hai tu buddha hai tu buddha hai
Buddha hi buddha hai
Buddha hi buddha hai
Parivartan hi hai ye jeevan ka niyam
Kyun na ho ye dharma ka bhi adhi niyam
Mayytri pragyasheel ho jisme sadayav tan man par sayyiyam
Kaar pooja satgudnon ki re naadan
Eishwar kya bane tu pahle ban insaan
Karma kaaton se nahin milta bhagwaan
Chamatkaar nahin duniyan main tu maan
Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai
Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai tu
Buddha hai tu buddha hai tu buddha hai
Buddha hi buddha hai, buddha hi buddha hai
Jab chale hinsa ki aandhi
Nirlajj utthayen paapon ka toofaan
Le chala jagat ko vinaash Ke path par
Bedhundh ahankaari bana insaan
Dekho use dhoondo use paao use antarman mein
Jan man tan mein
Deepak shanti ka
Karuna ka vo saagar
Pragya ki Jo murti
Divyabhavyasheel nagar
Dekho use dhoondo use paao use
Is jagat ka
Is dharaa ka
Vo margdata
Shraishth hai
Is jagat ka
Is dharaa ka
Maargdata shraishth hai vo
Buddha hai vo buddha hai vo buddha hai
Buddha hi buddha hai buddha hi buddha hai
Har jagah har samay vo siddh hai vo siddh hai
Buddha hi buddha hai buddha hi Buddha hai
Har jagah har samay vo siddh hai vo buddha hai vo
Siddha hai vo
Buddha hai vo
Siddha hai vo
Buddha hai vo buddha hai...
Credits
Writer(s): Rajesh Dhabre
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Buddha Hi Buddha Hai
- Buddha Hi Buddha Hai
- Buddha Ki Jivani Tum Suno
- Buddha Ki Jivani Tum Suno
- Suno Re Hath Jodo Milke Karo Vandan
- Trishna Mein Rog Hai
- Trishna Mein Rog Hai
- Bandhubhav Har Ek Hriday Mein
- Bandhubhav Har Ek Hriday Mein
- Aag Se Aag Kaise Bujhegi Bhai
All Album Tracks: Buddha Hi Buddha Hai - the Buddha Within >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.