Ab Kahan Jayen Hum
ab kahan jayen hum ye bata aye zameen
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
apne saye se bhi log darne lagey
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
raste mit gaye manzilein kho gayi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
nafrat hai nigahon mein
vehshat hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
nafrat hai nigahon mein vehshat
hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
pyar ki bastiyan khaq hone lagi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
har sans hai mushkil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginti hi nahin hoti
har sans hai mushqil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginati hi nahin hoti
zindagi ki yahan koi keemat nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum ye bata aye zameen
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
ab kahan jayen hum
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
apne saye se bhi log darne lagey
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
raste mit gaye manzilein kho gayi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
nafrat hai nigahon mein
vehshat hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
nafrat hai nigahon mein vehshat
hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
pyar ki bastiyan khaq hone lagi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum
har sans hai mushkil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginti hi nahin hoti
har sans hai mushqil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginati hi nahin hoti
zindagi ki yahan koi keemat nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum ye bata aye zameen
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
ab kahan jayen hum
Credits
Writer(s): Singh R S Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Sarsawatichandra Chandan Sa Badan
- Dukhi Mann Mere
- Na Munh Chhupa Ke Jiyo
- Barbad-e-Mohabbat Ki Dua
- Maana Janab Ne Pukaara Nahin
- Jab Hum Jawan Honge (Betaab)
- Honthon Se Chhoon Lo Tum (Duet)
- Aye Mohabbat Zindabad
- Tumhi to Meri
- Garjat Barsat Sawan Aayo Re
All Album Tracks: Bollywood Hit Makers Present - Bollywood Reflections, Vol. 87 >
Altri album
- Jiska Koi Nahin (LoFi Flip) - Single
- Se Je Ei Desheri Ek Master
- Smaraniyo Krishna Chandra Dey
- Ae Mere Pyare Watan (LoFi) - Single
- Zindagi Kaisi Hai Paheli (Lofi Mix) - Single
- Taqat Watan Ki Hum Se Hai (Jhankar Beats) - Single
- Shree Radha Mohan Shyam Shobhan (Jhankar Beats) - Single
- Abhi to Hath Mein Jaam Hai (Jhankar Beats) - Single
- Rare Gems Of Manna Dey
- Aao Aao Sanwariya (Jhankar Beats) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.