Dil Ke Jharokhe Mein (From "Brahmachari")
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Kal tere jalway parae bhee honge
Lekin jhalak mere khvaabon mein hogee
Phulon kee doli mein hogee too rukhsat
Lekin mahak mere saanson mein hogee
Kal tere jalway parae bhee honge
Lekin jhalak mere khvaabon mein hogee
Phulon kee doli mein hogee too rukhsat
Lekin mahak mere saanson mein hogee
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Ab bhee tere surkh honton ke pyaale
Mere tasawwur mein saaqi bane hain
Ab bhee teri zulf ke mast sae
Birh kee dhoop mein saathee bane hain
Ab bhee tere surkh honton ke pyaale
Mere tasawwur mein saaqi bane hain
Ab bhee teri zulf ke mast sae
Birh kee dhoop mein saathee bane hain
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Meri mohabbat ko thukraa de chaahe
Main koyi tujhse naa koyi shikawa karunga
Aankhon mein rahtee hai tasveer teri
Sari umr teri puja karunga
Meri mohabbat ko thukraa de chaahe
Main koyi tujhse naa koyi shikawa karunga
Aankhon mein rahtee hai tasveer teri
Sari umr teri puja karunga
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Kal tere jalway parae bhee honge
Lekin jhalak mere khvaabon mein hogee
Phulon kee doli mein hogee too rukhsat
Lekin mahak mere saanson mein hogee
Kal tere jalway parae bhee honge
Lekin jhalak mere khvaabon mein hogee
Phulon kee doli mein hogee too rukhsat
Lekin mahak mere saanson mein hogee
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Ab bhee tere surkh honton ke pyaale
Mere tasawwur mein saaqi bane hain
Ab bhee teri zulf ke mast sae
Birh kee dhoop mein saathee bane hain
Ab bhee tere surkh honton ke pyaale
Mere tasawwur mein saaqi bane hain
Ab bhee teri zulf ke mast sae
Birh kee dhoop mein saathee bane hain
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Meri mohabbat ko thukraa de chaahe
Main koyi tujhse naa koyi shikawa karunga
Aankhon mein rahtee hai tasveer teri
Sari umr teri puja karunga
Meri mohabbat ko thukraa de chaahe
Main koyi tujhse naa koyi shikawa karunga
Aankhon mein rahtee hai tasveer teri
Sari umr teri puja karunga
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Dil ke jharokhe mein tujko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banaakar
Rakhungaa main dil ke paas
Mat ho, meri jaan, udhaas
Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Likhe Jo Khat Tujhe (From "Kanyadaan")
- Zindagi Ek Safar Hai Suhana (From "Andaz")
- Baharo Phool Barsao (From "Suraj")
- Jeena Yahan Marna Yahan (From "Mera Naam Joker") (Dialogue Version)
- Awara Hoon (From "Awaara")
- Kisi Ki Muskurahaton Se (From "Anari")
- Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya (From "Jhuk Gaya Aasman")
- Yeh Raat Bheegi Bheegi (From "Chori Chori")
- Dil Ke Jharokhe Mein (From "Brahmachari")
- Ehsan Tera Hoga Mujh Par (From "Junglee")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.