Jaane Dil Mein
Iss dil pe lagte hain jo
Woh zakhm dikhte nahin
Apnon se milte hain jo
Woh dard mit'te nahin
Main paas apne nahin
Bas door jab se hai tu
Bas door jab se hai tu
Jaane dil mein kab se hai tu
Jab se main hoon, tab se hai tu
Mujhko mere Rabb ki qasam
Yaara, Rabb se pehle hai tu
Yaara, Rabb se pehle hai tu
Achchha hai, hanste hue
Ho jaayein hum-tum juda
Yeh koi na poochh le
"Woh humsafar kaun tha?"
Ab toh mujhe yaad nahin
Saath mere kab se hai tu
Saath mere kab se hai tu
Woh zakhm dikhte nahin
Apnon se milte hain jo
Woh dard mit'te nahin
Main paas apne nahin
Bas door jab se hai tu
Bas door jab se hai tu
Jaane dil mein kab se hai tu
Jab se main hoon, tab se hai tu
Mujhko mere Rabb ki qasam
Yaara, Rabb se pehle hai tu
Yaara, Rabb se pehle hai tu
Achchha hai, hanste hue
Ho jaayein hum-tum juda
Yeh koi na poochh le
"Woh humsafar kaun tha?"
Ab toh mujhe yaad nahin
Saath mere kab se hai tu
Saath mere kab se hai tu
Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Sukhwinder Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.