Shaam E Firaq
Aayi aur aa ke tal gayi
Aayi aur aa ke tal gayi
Dil tha ki phir bahal gaya
Dil tha ki phir bahal gaya
Jaan thi ki phir sanbhal gayi
Dil tha ki phir bahal
Husn kee sham jal gayi
Husn kee sham jal gayi
Dard ka chaand bujh gaya
Dard ka chaand bujh gaya
Hijr kee raat dhal gayi
Dard ka chaand bujh gaya
Hijr kee raat dhal gayi
Dard ka chaand
Jab tuje yaad kar liya
Jab tuje yaad kar liya
Subh mahak-mahak uthi
Jab tera gam jagaa liya
Jab tera gam jagaa liya
Raat machal machal gayi
Jab tera gam
Dil se to har moa'mala
Kar ke chale the saaf hum
Haan ...
Dil se to har moa'mala
Kar ke chale the saaf hum
Kehne mein un ke saamane
Kehne mein un ke saamane
Baath badal-badal gayi
Kehne mein un ke saamane
'faiz' na jaane kya hue?
'faiz' na jaane kya hue?
Rah gayi kis jagah sabaa
Rah gayi kis jagah sabaa
Subh kidhar nikal gayi?
Rah gayi kis jagah sabaa
Subh kidhar nikal gayi?
Aayi aur aa ke tal gayi
Aayi aur aa ke tal gayi
Dil tha ki phir bahal gaya
Dil tha ki phir bahal gaya
Jaan thi ki phir sanbhal gayi
Dil tha ki phir bahal
Husn kee sham jal gayi
Husn kee sham jal gayi
Dard ka chaand bujh gaya
Dard ka chaand bujh gaya
Hijr kee raat dhal gayi
Dard ka chaand bujh gaya
Hijr kee raat dhal gayi
Dard ka chaand
Jab tuje yaad kar liya
Jab tuje yaad kar liya
Subh mahak-mahak uthi
Jab tera gam jagaa liya
Jab tera gam jagaa liya
Raat machal machal gayi
Jab tera gam
Dil se to har moa'mala
Kar ke chale the saaf hum
Haan ...
Dil se to har moa'mala
Kar ke chale the saaf hum
Kehne mein un ke saamane
Kehne mein un ke saamane
Baath badal-badal gayi
Kehne mein un ke saamane
'faiz' na jaane kya hue?
'faiz' na jaane kya hue?
Rah gayi kis jagah sabaa
Rah gayi kis jagah sabaa
Subh kidhar nikal gayi?
Rah gayi kis jagah sabaa
Subh kidhar nikal gayi?
Aayi aur aa ke tal gayi
Credits
Writer(s): Amarjeet Bajwa, Ahmed Faiz
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.