Tumse Milke Dil Ka
Ishq Jaise Hai Ek Aandhi, Ishq Hai Ek Toofaan
Ishq Ke Aage Bebas Hai, Duniya Mein Har Insaa
Ishq Mein Sab Deewane Hain, Ishq Mein Sab Hairaan
Ishq Mein Sab Kuchh Mushkil Hai, Ishq Mein Sab Aasaan
Dekho Pyare, Ye Nazare, Ye Deewane, Ye Parvane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
(Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Hal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kya Kahein)...(2)
Dil To Hai Ek Raahi Jaana, Dil Ki Tum Manzil Ho
Dil To Hai Ek Kashti Jaana, Jiska Tum Saahil Ho
Dil Na Phir Kuchh Maange Jaana, Tum Agar Haasil Ho
Dil To Hai Mera Tanha Jaana, Aao Tum Mahfil Ho
Ishq Se Hain Saari Khushiyan, Ishq Se Barbaadi
Ishq Hai Paabandi Lekin, Ishq Hi Aazaadi
Ishq Ki Duniya Mein Yaaron Khwaboon Ki Aabaadi
Kho Gaya Wo Jisko Manzil Ishq Ne Dikhladi
Dekho Pyare, Ye Nazaare, Ye Deewane, Ye Parvaane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
(Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kyaa Kahein)...(2)
Tumko Pooja Hai, Tumhari Hi Ibaadat Ki Hai
Hamne Jab Ki Hai To Phir Aise Mohabbat Ki Hai...(2)
Dil Mera Paagal Hai Jaana, Isko Tum Bahla Do
Dil Mein Kyun Halchal Hai Jaana, Mujhko Tum Samjha Do
Mahkaa Jo Aanchal Hai Jaana, Isko Tum Lahra Do
Roop Jo Baadal Hai Jaana, Mujhpe Tum Barsa Do Jaana Le Ke Aaya Hai Tera Ye Deewana
Jaana Tujhpe Mit Jaayega Tera Ye Parwana
Jaana Mere Dil Mein Kya Hai, Tune Ye Na Jaana
Jaana Tujhko Yaad Aayega Mera Ye Afsana
Dekho Pyare, Ye Nazare, Ye Deewane, Ye Parwane

Credits
Writer(s): Javed Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Hua Kuch Nahi Hai - Single
- testtajinder - Single
- Jab Tum Mujhe Gale Lagaate Ho - Single
- Gopalaa (Original Motion Picture Soundtrack)
- Jabse Kadam Tere - Single
- Dil Maange Dilli De Du
- Khud Ko
- Jeena Kya Jeevan Se Harke (Analogue Mix) - Single
- Main Khiladi Tu Anari (With Jhankar Beats) [Original Motion Picture Soundtrack]
- Moh Moh Ke Dhaage (Female) - LoFi Mix - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.